Jingle Bells

Singalong........

Monday, September 18, 2006

Jadoo teri nazar...


Song : Jaadoo teri nazar...
Film : Darr
Singer : Udit Narayan.


Mere khwabon ki tasveer hain tu...
Bekhabar meri taqdeer hain tu...
Mere khwabon ki tasveer hain tu...
Bekhabar meri taqdeer hain tu.........
Tu kisi aur ki ho na jaana...
Kuch bhi kar jaaoonga main diwaana...

Tu haa kar.., yaa naa kar..
Tu haa kar ya naa kar ..
Tu hain meri Kiran...Tu hain meri kiran...

Jaadoo...........teri nazar..,khushboo tera badan...
Jaadoo teri nazar..,khushboo tera badan..,
Tu ha kar.., yaa naa kar..,tu hain meri kirann tu hain meri kiran....


Faasle aur kam ho rahe hain..,
Dur se paas hum ho rahe hain...,
Faasle aur kam ho rahe hain..,dur se paas hum ho rahe hain....
Maanglunga tujhe aasma se.., cheenloonga tujhe iss jahan se...,

Tu haa kar.., yaa naa kar..,
Tu ha kar ya naa kar
Tu hain meri kiran...tu hain meri kiran...

Jaadoo...,teri nazar...,

0 Comments:

Post a Comment

<< Home